इस चिट्ठे पर प्रकाशित सभी रचनाओं का प्रतिलिप्याधिकार डा.रामजी गिरि के पास सुरक्षित है। इनके पुनर्प्रकाशन हेतु लेखक की लिखित अनुमति आवश्यक है -डा.रामजी गिरि
Sunday, December 23, 2007
"टूटने का दर्द "
ये प्राची की लाली तब भी थी सांझ गुलाबी तब भी थी, जब आदम था ,जब कुन्ती थी , जब मज़नू था ,जब मीरा थी , सपने कभी न साजाओ इनके भरोसे टूटने का दर्द ये नही समझते॥
Raam jee aapki rachnayen bhale hi chaar panktiyon ki ho, har pankti apne aap mein ek mahakavya hoti hai..kam se kum mujhe to bahut kuch likhne ko prerit karti hai..
mismatch hai kavita ke context aur uske conclusion main,esa mujhe lagta hai,meera ko dard nahi pata?kunti ko nahi pata ?majnu jitna tersa utna dard kahan koi jhel sakta hai? Inke bharose to aur sapne sajane chahiye !! esa mujhe laga iss liye likh raha hun ,plz don;t take it otherwise. regards Diva Prakash
Salah-e-nazm do unko jinhen bikharne ka dar hai sapne dekhne se pahle unke tutne ka dar hai ham to shakhse-aam hain jo sapnon mein jite hain jakhm-e-behisab mein yahan kisko dard ka dar hai
अपने मन के एहसास को अच्छा ब्यां किया है।
ReplyDeleteभरोसे सज गये लाखों... निभा जिसमें थे तुम खुद... मौजूद
ReplyDeleteRaam jee aapki rachnayen bhale hi chaar panktiyon ki ho,
ReplyDeletehar pankti apne aap mein ek mahakavya hoti hai..kam se kum mujhe to bahut kuch likhne ko prerit karti hai..
very nice
ReplyDeleteबहुत खूब ,,,,,कम लफ्जों में ज्यादा बात :)
ReplyDeletebahut khubshurat rachana hai
ReplyDeletemaano dard ko shabd mil gaye
mismatch hai kavita ke context aur uske conclusion main,esa mujhe lagta hai,meera ko dard nahi pata?kunti ko nahi pata ?majnu jitna tersa utna dard kahan koi jhel sakta hai? Inke bharose to aur sapne sajane chahiye !!
ReplyDeleteesa mujhe laga iss liye likh raha hun ,plz don;t take it otherwise.
regards
Diva Prakash
shaandar hai yaarrrrrrrrrrrrr
ReplyDeletegagar men sagar?sapne kabhi mat sajaao...tuutne ka dard ye nahi samajhte
ReplyDeletebahut ahce..
ReplyDeletesapne jo tute ha une sajana sach me ha mushkil bahut hi acha ahsas ha
Salah-e-nazm do unko jinhen bikharne ka dar hai
ReplyDeletesapne dekhne se pahle unke tutne ka dar hai
ham to shakhse-aam hain jo sapnon mein jite hain
jakhm-e-behisab mein yahan kisko dard ka dar hai
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNice expression
ReplyDeleteek se badhakar ek rachanaye. jari rhe.
ReplyDeletebahut badi baat kah gaye ant mein aap
ReplyDelete...kam shabdo mein bahut kuch ....
sakhi